Prabhu kar krpa paavanree
Deenhisaadar bhaarat sheesh
Dharee leenhee
Raam bhaktle chala re
Raam kee nishaanee
Raam bhaktle chala re
Raam kee nishaanee
Sheesh par khadaoon
Ankhion mein paanee
Raam bhaktle chala re
Raam kee nishaanee
Raam bhaktle chala re
Raam kee nishaanee
Sheesh khadaoo le chala aise
Raam siya jee sang ho jaise
Sheesh khadaoo le chala aise
Raam siya jee sang ho jaise
Ab inaki chaavu meyraheygi
Raajdhani ram bakthuley chala
Re ram ki nishani
Pal chheen laage sadion jaise
Chaudah varash katenge kaise
Jaane samay kya khel rachega
Kaun marega kaun bachega
Kab re milan ke phool khilenge
Nadiya ke do phool milenege
Jee karata hai yahee bas jae
Hil mil chaudah varash bitaen
Raam bin kathin hai ik ghadee
Bitaanee, raam bhakt le chala
Re raam kee nishaanee
Tan man bachan
Umanag anuraaga
Dheer dhurandhar
Dheeraj tyaaga
Tan man bachan
Umanag anuraaga
Dheer dhurandhar
Tan man bachan
Bhaavana mein bah chale
Dheer veer gyaanee
Raam bhakt le chala re
Raam kee nishaanee
Raam bhakt le chala re
Raam kee nishaanee