Girl to start !
Boy to follow
(Dialogue) Achchha
To hum chalte hain
(Singing ) Achchha to hum
Chalte hain
Phir kab miloge
Jab tum kahoge
Jumme raat ko
Haa haa aadhi raat ko
Aaaa .. kahaan ?
Wahiii jahaa koyiiii
Aata jaata nahinn
Wahiiii jahaa koyii
Aata jaata nahin
Acha
To hum chalte hain
Kisi ne dekha to nahin tumhe aate
Nahin main aayii
hoon chupte chupaatee
Der kar di badi
Zara dekho to ghadi
Offoo
Meri to ghadi bandh hai
Teri
Ye
Adaa mujhe pasand hai
Dekho baaten vaate kar lo jaldi jaldi
Phir na kehna abhi aayi abhi chal di
To aao paas baithe pal do palllll
Aaj nahin kal
Kyoon kyoon
Aaj nahin kal
Yeh to ik bahaana hai
Waapas ghar bhi jaana hai
(Slow)Kitnii jaldiiii
Yeh dinn dhalte hainnnn
Haayee
Tataa
Achaa
To hum chalte hain
Phir kab miloge
Jab tum kahoge
Kal milo ya parsoo
Parson nahin narsoo
Aaaa kahaan
Yahiiiii yahaa koyiii
Aata jaataaa nahinn
Yahiiii yahaa koyiii
Aata jaataaa nahinnn
Acha to hum chalte hain
Rajesh Khanna
Asha Parekh
Uda hai kis liye tera rang gori
Hamaari pakdi gayi hain bas chori
Acha ?
Raam jaane kya ho ab
Kaise hua yeh ghazab
Mera aanchal jo zara dhal gayaa
Saari duniya ko pata chal gaya
Kaise khele ge ab aankh micholi
Leja aake mere ghar se meri doli
Tere gharwaale na kar de inkaaar
Sab hain taiyyaar
Sab hain taiyyaar
Sun le phir dil ki fariyaad
Bas baaki shaadi ke baad
Piya dekhoooooo
Diye jalte hain
(Slow) Achchha
Acha
To hum chalte hain
Acha
To hum chalte hainn