menu-iconlogo
logo

Chal Kahi Chale Sajna

logo
Letras
Chal kahi chale sajna

Pyar yaha karna hai mana

Chal kahi chale sajna

Pyar yaha karna hai mana

Basti mein koi ghar ho

Duniya ka na koi darr ho

Sach ho gaya tera mera sapna

Chal kahi chale sajna

Pyar yaha karna hai mana

Chal kahi chale sajna

Pyar yaha karna hai mana

Basti mein koi ghar ho

Duniya ka na koi darr ho

Sach ho gaya tera mera sapna

Mehki fizaye ho

Thandi hawaye ho

Dilbar ki baho mein

Dilbar ki bahe ho

Masti lutaye nigahe sharabi

Galo pe bikhari

Labo ki gulabi

Dharti ho na ambar ho

Nadiya ho na sagar ho

Kudarat ki ho dilkash koi rachana

Yaado ke mele ho

Khwabo ke rele ho

Dil ki panaho mein

Hum tum akele ho

Apne khayalo ki duniya basaye

Sare zamane ke gham ko bhulaye

Zannat se bhi sundar ho

Sabse hasi manjar ho

Na gair ho koi na apna

Chal kahi chale sajna

Pyar yaha karna hai mana

Chal kahi chale sajna

Pyar yaha karna hai mana

Basti mein koi ghar ho

Duniya ka na koi darr ho

Sach ho gaya tera mera sapna.