menu-iconlogo
huatong
huatong
cham-cham-bole-mera-kangna-cover-image

Bole mera kangna.......

Cham Chamhuatong
🌹🎤Bankim🇮🇳Biswas🎤🌹huatong
Letras
Grabaciones
Bole Mera Kangna

Bole mera kangna

Tere bin sajna nind nahi aati

Bole mera kangana

Tere bin sajna nind nahi aati

Hoke zuda mujhse tujhe kya chain aata hai

Din rat tadpta hu milne ko tarsta hu

Din rat tadpta hu milne ko tarasta hu

Bole mera kangana tere bina sajana nind nahi ati

Bole mera kangana tere bina sajana nind nahi ati

Hoke juda mujhse tujhe kya chain ata hai

Din raat tadapta hun milne ko tarasta hun

Din raat tadapta hun milne ko tarasta hun

Tujhse mili main dewani bani

Tu mere sapno ki rani bani

Tujhse mili main dewani bani

Tu mere sapno ki rani bani

Aaye sanam pyar karne ke din

Ha palko tale jine marne ke din

Chhane laga prit ka ab nasha

Duniya ki rasme duniya ki kasme

Tod ke aa jana

Duniya ki rasme duniya ki kasme

Tod ke aa jana

Kya dur jake dil tera mujhe bhul jata hai

Teri yaad satati hai mujhe pas bulati hai

Teri yaad satati hai mujhe pas bulati hai

Chehare se ab aankh hatati nahi

Tere bina raat katati nahi

Chehare se ab aankh hatati nahi

Tere bina raat katati nahi

Koi bhi jane na halat meri

Pagal bana degi chahat teri

Is bekarari me aaye maza

Dhak dhak dhadke jiya mora tadpe

Dard bada jaye

Dhak dhak dhadke jiya mora tadpe

Dard bada jaye

Ye pyar kya tujhko bhi rato ko jgata hai

Baitab se rahta hun har dard main sahta hun

Baitab se rahta hun har dard main sehta hun

Bole mera kangna

Tere bin sajna nind nahi aati

Bole mera kangana

Tere bin sajna nind nahi aati

Hoke zuda mujhse tujhe kya chain aata hai

Din raat tadpta hun milne ko tarsta hun

Din raat tadpta hun milne ko tarsta hun

Más De Cham Cham

Ver todologo

Te Podría Gustar