Oh ho ho chand chhupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Oh ho ho chand chhupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Chand chhupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Gumsum sa hai gupchup sa hai
Madhosh hai khamosh hai
Yeh sama haan yeh sama
Kuchh aur hai
Oh ho ho chand chhupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Nazdeekiyan badh jaane de
Arey nahi baba nahi
Abhi nahi nahi nahi
Ye dooriyan mit jaane de
Arey nahi baba nahi
Abhi nahi nahi nahi
Door se hi tum ji bhar ke dekho
Tum hi kaho kaise door se dekhun
Chand ko jaise dekhta chakor hai
Chand chhupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Gumsum sa hai gupchup sa hai
Madhosh hai khamosh hai
Yeh sama haan yeh sama
Kuchh aur hai
Oh ho ho chand chhupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Nazdeekiyan badh jaane de
Arey nahi baba nahi
Abhi nahi nahi nahi
Ye dooriyan mit jaane de
Arey nahi baba nahi
Abhi nahi nahi nahi
Door se hi tum ji bhar ke dekho
Tum hi kaho kaise door se dekhun
Chand ko jaise dekhta chakor hai