Haaye...Rama...
Haaye...Rama...
Haaye...Rama...
Haaye...Rama...
Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Hoy..Chadhti jawaani Teri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Haaye rama,
Haaye rama...
Uljhe kaahe re main hoon
Surat mein tujhse badh ke kahin..
Teri tu hai jawaan to
Main bhi sajeela, kuch kam nahi
ho..ho..ho.
Uljhe kaahe re main hoon
Surat mein tujhse badh ke kahin..
Teri tu hai jawaan to
Main bhi sajeela, kuch kam nahi
Haaye, duniya huyi re
mere pyar mein deewani.
Laakhon ki main diljaani rama
Chadhti jawaani meri chaal mastaani
Tune kadar na jaani rama
Haaye rama...
Haaye rama...
Woh kaun aisi hai jiska
Hai roop aisa jaadoo bhara..
jaane main bhi to dekhu
Tu jiski dhun mein hai bawara
ho... ho... ho
Woh kaun aisi hai jiska
Hai roop aisa jaadoo bhara..
jaane main bhi to dekhu
Tu jiski dhun mein hai bawara
Hoye, uske kadam choome Meri jawaani
Woh hai saher ki rani rama
Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Haaye rama,
haaye rama..
haaye rama..
haaye rama..