Tere Pyar Main Jal Raha Hoon
Teri Yaad Mein Ro Raha Hoon
Teri Neend Ko Sun Raha Hoon
Tere Khuwab Main So Gaya Hoon
Intezaar Tha Tere PyarKa
Bekarar Tha Tere Pyar Ka
Dil Ki Lagan Kuch Yoon Lagi
Rangi Ye Sham Dhalne Lagi
Tere Pyar Main Jal Raha Hoon
Teri Yaad Main Ro Raha Hoon
Teri Neend Ko Sun Raha Hoon
Tere Khuwab Main So Gaya Hoon