Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Sirf Ek Baar Mulaaqaat Ka Mauqa De De
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Meri Manzil hai kahan
mera Thikana hai kahan
Meri Manzil hai kahan
mera Thikana hai kahan
Subah tak tujh se bicharkar
mujhe jaana hai kahan
Sochne ke liya ik raat ka mauka dede
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Apani Ankhon Mein Chhupa Rakhein Hain
Jugnu Main Ne
Apani Ankhon Mein Chhupa
Rakhein Hain Jugnu Main Ne
Apani Palakon Pe Saja Rakhe
Hain Ansu Main Ne
Meri Ankhon Ko Bhi
Barasaat Ka Mauqa De De
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Aaj ki raat mera dard e mohobbat sun le
Aaj ki raat mera dard e mohobbat sun le
Kapkapate hue honton ki shikayat sun le
Aaj izhaar e khayalat ka mauka de de
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Bhulana Tha To Ye
Iqaraar Kiya Hi Kyun Tha
Bhulana Tha To Ye
Iqaraar Kiya Hi Kyun Tha
Bewafa Tune Mujhe Pyaar Kiya Hi Kyun Tha
Sirf Do Chaar Savaalaat Ka Mauqa De De
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Sirf Ek Baar Mulaaqaat Ka Mauqa De De
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Ham Tere Shahar Mein Aaye
Hain, Musaafir Ki Tarah
Hmm hm hmm hmm hmm hmm hmm hmm