Vande matarm vande matarm
Vande matarm vande matarm
Gaurav ke kathao ki ab aage suno kahani
Kaise the jawan hamare kaise the wo senani
Gaurav ke kathao ki ab aage suno kahani
Kaise the jawan hamare kaise the wo senani
Vande matarm vande matarm
Koi maa ka ladla beta behno ka akela bhai
Jab maa ne gale lagaya hichki bhi use aai
Khilegi hamari dharti bacccho jaisi nadani
Kaise the jawan hamare kaise the wo senani
Vande matarm vande matarm
Vande matarm vande matarm
Barud bhara zine me or sar pe kafan bandha
Bete ko mila ek din jo wo baap ka he kandha tha
Jab khun se lal hua to riya ganga ka paani
Kaise the jawan hamare kaise the wo senani
Vande matarm vande matarm
Vande matarm vande matarm
Laasho se kata himalay thi dekh prem ki andhi
Tab hath me lathi lekar chal pata akela gandhi
Jo bhagat singh ko janme hai dhyan wo bahart mata
Sukh dev chadha suli par or rastriy geet hai gaata
Loha lene nikli jo wo thi jhasi ki rani
Kaise the jawan hamare kaise the wo senani
Gaurav ke kathao ki ab aage suno kahani
Kaise the jawan hamare kaise the wo senani
Jaya hind jaya hind ki sena
Jaya hind jaya hind ki sena
Jaya hind jaya hind jaya hind