lehron pe lehar
ulfat hai jawan
raaton ki sehar
chali aao yahaan
sitaare tim timaate hain tu
aaja aaja
machalti jaa rahi ye hawayein
aaja aaja
lehron pe lehar
ulfat hai jawan
raaton ki sehar
chali aao yahaan
sulagati chaandani mein tham
rahi hai tujh pe ye nazar
kadam ye kis taraf badhate
chale jaate hain bekhabar
zamaane ko hain bhule hum
aa chal dein saath ye safar
lehron pe lehar
ulfat hai jawan
raaton ki sehar
chali aao yahaan
naa jaane kaun si raahein
humara kaun sa hai jahaan
sahaare kis ke hum dhunde
humaari manzil hai kahaan
sadaa dil ki magar kehti
hai meri duniya hai yahaan
lehron pe lehar
ulfat hai jawan
raaton ki sehar
chali aao yahaan