Tere hi zikr ki jasoosi Meri khamoshi hai
Rahoon main chup kyun
Baatooni meri khamoshi hai
Jalte bujhte harf hain jo
Hothon pe ye barf kyun ho’n
Inn sawaalon ka tu jawaab hai Sun zara…
Tere hi zikr ki jasoosi Meri khamoshi hai
Rahoon main chup kyun
Baatooni meri khamoshi hai
interlude 1 with alaap
Dil tera chakore sa bhaga kyun hai
Chand bagal mein tera
hmmm Kandhon pe ye khwab aisa ladaa kyun hai
Takiye pe rakh toh zara
Chhupe hain jo dil ke
Suraag dikha doon tujhe
Tere hi zikr ki jasoosi Meri khamoshi hai
Rahoon main chup kyun
Baatooni meri khamoshi hai
interlude 2
Dil ke bichhaune jo thhe kore kore
Rang se khilne lage
Khwab ke bageeche dhaaga dhaaga chune
Fursat se silne lage
Kahaan se ye seekha?
Hunar bata dil mere…