Aaj main
Se jaya uska puch rahi thi kaisa hai kya haal sunau
Tumko ek shayar jaisa hai tu mujhko
Bhul gayi teri bewafai bhooli nahi bhola pan door rakha
Tu doodh
Ki koi dhuli nahi hasta hu tere bina chahe
Andar se tuta hu tujhse khafa nahi bas khud
Se hi rootha hu zakhm
Toote dil ke abhi bhi ye bhare nahi
Marham na laga tu jee rahe marey nahi
Chal chod jaane man zakhmi ache lagte hai tere
Jaane k baad jaane jhute
Sache lagte hai sath wale tere vaade kal tak sab
Choor the kehke tune choda mujhe tum
Jana hi rooth the mere liye
Tu tere liye or koi jaruri tha wo
Chhod ke mujhko kyun royi
Chhod ke mujhko kyun royi kyun royi
Tu jaane chhod mujhe dil toda ek taraf kya mila
Tumko tod mujhe uske tere sapne mujhe raat din satate
Hain bewafa tu bewafa har pal yaad aate hain
Saari baatein seh lunga main jhoot ko zindagi keh
Lunga main kitni baar ye jud
Bolu main tere bina bhi reh
Lunga bachi meri zindagi kyu zindagi karoon kharaab main
Teri kadvi baato se mithi ye
Sharab hai pathar
Hai tu pathar hai dil tera dil nahi jane jaane jaane mere
Pyaar ke kabil nahi sochta hu sochta hu dubta hu
Paani me waqt me hai dard itna feel na teri kahani
Me haale dil sunaya tumko bebas hu rone ke liye