menu-iconlogo
logo

SHAYAD FILM VERSION COMPLETE HQ TRACK BY ARINDAM

logo
Letras
Shayad kabhi na keh sakoon main tumko

Kahe bina samajh lo tum shayad

Shayad mere khayal mein tum ik din

Milo mujhe kahin pe ghum shaayad

Jo tum na ho..

rahenge hum nahin

Jo tum na ho..

rahenge hum nahin

Na chahiye kuch

Tum se zyada

Tum se kam nahin

Jo tum na ho....

Toh hum bhi hum nahi

Jo tum na ho....

Toh hum bhi hum nahi

Na chahiye kuch

Tum se zyada

Tum se kam nahin

Chahat kasam nahi hai

Koi rasam nahi hai

Dil ka waham nahi hai

Paana hai tumko

Khwaabon me gaon jiska

Rasta na aam jiska

Chahat hai naam jiska

Paana hai tumko

Ho tum jahan

Milenge hum wahi

Ho tum jaha

Milenge hum wahi

Na chahiye kuch

Tum se zyada

Tum se kam nahin

Jo tum na ho..

rahenge hum nahin

Jo tum na ho..

rahenge hum nahin

Na chahiye kuch

Tum se zyada

Tum se kam nahin

Jo tum na ho.......