menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Duur

Kamakshi Khannahuatong
stevegromohuatong
Letras
Grabaciones
Laapataa kyun hai bataa tera-mera pata?

Khaamkhaah kyun ho gaya dhundla saara raastaa?

Gahare-gahare paani jaise gahare hain ye pal

Is pal mein doobana tha phir kyun taire hum?

Kyun hai door too?

Kyun hai door too?

Mere paas hai too magar saath hai nahin

Pahchaan hai par pehlee see baath hai nahin

Gahare-gahare paani jaise gahare hain ye pal

Is pal mein doobana tha phir kyun taire hum?

Kyun hai door too?

Kyun hai door too?

Más De Kamakshi Khanna

Ver todologo

Te Podría Gustar