Kya khub lagtee ho
badee sundar dikhtee ho
Kya khub lagtee ho
badee sundar dikhtee ho
Phir se kaho, kehte raho
achha lagta hai
Jeevan kaa har sapna
abb sacha lagta hai
Kya khub lagtee ho
badee sundar dikhtee ho
Kya khub lagtee ho
badee sundar dikhtee ho
Taareef karoge kab tak
bolo kab tak
Mere seene main sasns
rahegee jab tak...
Kab tak main rahungee mann main
haan mann main
Suraj hoga jab tak neel gagan me
Phir se kaho, kehte raho
achha lagta hai
Jivan kaa har sapna
abb sachha lagta hai
Ho , kya khub lagtee ho
badee sundar dikhtee ho
Tum pyaar se pyaree ho
tum jaan hamaree ho