Tere mere pyar ki
Kahaniya hain tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki
Kahaniya hain tu nahi tu nahi
Pass mere teri sab nishaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki
Kahaniya hain tu nahi tu nahi
Woh mohabbaten wahi
Jawaniya hain tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain
Tu nahi tu nahi
Dard ki purvaayiya
Gam ki ye parchhayiya
Dard ki purvaayiya
Gam ki ye parchhayiya
Pyar ki ye rusvayiya
Pyar ki ye rusvayiya
Ek jaan kitni pareshaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain
Tu nahi tu nahi
Meherban hai rab bada
Main agar mangu dua
Meherban hai rab bada
Main agar mangu dua
Rab se mangu aur kya
Rab se mangu aur kya
Uske pass sari meherbaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain
Tu nahi tu nahi
Bediya hain panv me
Gam ke in sehraao me oo
Bediya hain panv me
Gam ke in sehraao me
Dard ke dariyaao me
Dard ke dariyaao me
Aansuo ki raat din rawaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain
Tu nahi tu nahi
Pass mere teri sab nishaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki
Kahaniya hain tu nahi tu nahi
Woh mohabbaten wohi
Jawaniya hain tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain
Tu nahi tu nahi