Ho dam dam dam damru baje
Mere bhole ke darbar me
Ho dam dam dam damru baje
Mere bhole ke darbar me
Kan kan me baste hai
Bhole baba sansar me
Jise moh na maya jaal ka
Jise moh na maya jaal ka
Vo bhakt hai mahakal ka
Om namah shivaya
Jise moh na maya jaal ka
Vo bhakt hai mahakal ka
Ho dam dam dam damru baje
Mere bhole ke darbar me
Kan kan me baste hai
Bhole baba sansar me
Jise moh na maya jaal ka
Jise moh na maya jaal ka
Vo bhakt hai mahakal ka
Jise moh na maya jaal ka
Vo bhakt hai mahakal ka
Har.... har.... har
Vo shambhu hai...vo shankar hai
Ushe hi to dharti amber hai
Jay mahakal
Vo bhakto ka rakhvala hai
Vo hai to jag me ujala hai
Jishe dar nahi bhuchal ka
Jishe dar nahi bhuchal ka
Vo bhakt hai mahakal ka
Jise moh na maya jaal ka
Vo bhakt hai mahakal ka
Ho mere dil me sada tera vaas rahe
Mere sar pe sada tera hath rahe
Hi meri manjil ho chahe mushkil
Mahakal hamesha mere sath rahe
Mahakal hamesha mere sath rahe
Aukat meri choti par man hai mera shivala
Ae kaal muje kya kare mahakal hai rakhvala
Jo karta tilak bhashm ka
Jo karta tilak bhashm ka
Vo bhakt hai mahakal ka
Jise moh na maya jaal ka
Vo bhakt hai mahakal ka
Ho dam dam dam damru baje
Mere bhole ke darbar me
Kan kan me baste hai
Bhole baba sansar me
Jise moh na maya jaal ka
Jise moh na maya jaal ka
Vo bhakt hai mahakal ka
Jise moh na maya jaal ka
Vo bhakt hai mahakal ka
Hey shambhu