in your style...........
intehan ho gayi intezaar ki
ayi na kuch khabar mere yaar ki
ye hame hai yakeen
bewafaa wo nahi
phir wajah kya hui
intezaar ki
intezaar ki
intezaar ki
intezaar ki
intehan ho gayi intezaar ki
ayi na kuch khabar mere yaar ki
baat jo hai usme baat
wo yahan nahi kahi kisime
wo hai meri bas hai meri
shor hai ye ab gali gali mein
baat jo hai usme baat
wo yahan nahi kahi kisime
wo hai meri bas hai meri
shor hai ye ab gali gali mein
bujh na jaye ye diya aitbaar ka
intehan ho gayi intezaar ki
ayi na kuch khabar mere yaar ki
ye hame hai yakeen
bewafaa wo nahi
phir wajah kya hui
intezaar ki
intezaar ki
intezaar ki