Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Lalalalala...Lalalalala...
Lalalalala...Lalalaaa...
Aankhen meri, sapne tere
Dil mera, yaaden teri
Ho mera hai kya
Sab kuchh tera
Jaan teri, saanse teri
Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
Muskurane lage sare gam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahoon, main kya karoon
Haan tu saamne
Baithi rahe
Main tujhe dekha karoon
Tune aawaz di dekh main aa gayi
Pyar se hai badi kya kasam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Ha..a..a..a..aaa...
Teri baahon mein mar jaaye hum