hmm burr hmm burr
hey eeee sambhal
are log mujhe kyun
dete hain taana
haan main hoon biwi ka deewana
are to kya huwa
zamana to hai naukar
biwi ka
taak dhina dhin
taak dhina dhin
taak dhina dhin
zamana to hai naukar
biwi ka
log mujhe kyun dete hain taana
haan main hoon biwi ka deewana
zamana to hai naukar biwi ka
haan zamana to hai naukar
biwi ka
haan saare shehar ko
aankh dikhaaye
sabki udaaye khilli
shohar baahar
sher bane par
ghar mein bheegi billi
saare shehar ko
aankh dikhaaye
sabki udaaye khilli
shohar baahar
sher bane par
ghar mein bheegi billi
ghar ghar ka
dastur yahi hai
bambai ho ya delhi
haan zamana to hai naukar
biwi ka
haan zamana to hai naukar
biwi ka
haan zamana to hai naukar
biwi ka
jai ho patni raani
har puja se
badh kar dekhi
maine patni pujaaa
pyaar mein dooba
biwi ke to
aur nahin kuchh soojha
har puja se
badh kar dekhi
maine patni pujaaa
pyaar mein dooba
biwi ke to
aur nahin kuchh soojha
duniya mein
khush rehne ka koi
aur na rasta dooja
kyun ki zamana to hai naukar
biwi ka haan
zamana to hai naukar
biwi ka haan
zamana to hai naukar
biwi ka
biwi aisi kahan dusari
maahu maahu maahu maahu maahu
karunga saari umar naukari
maahu maahu maahu maahu maahu
dunga main din raat salaami
karunga main har waqt gulaami
pyaar mujhe tu sachcha de de
de de de de de de
de de bas ek
bachcha de deee
de de bas ek
bachcha de de
main to bolunga
main to bolunga
koi kunwaara
maane na maane
shaadi jo kar le
ye wohi jaane
zamana to hai naukar
biwi ka
haan zamana to hai naukar
biwi ka
haan zamana to hai naukar
biwi ka
haan haan
zamana to hai naukar
biwi ka
haan haan