Sach keh raha hai deewana
Dil…dil na kisi se lagana
Sach keh raha hai deewana
Dil…dil na kisi se lagana
Jhuthe hai yaar ke vaade sare
Jhuthi hai pyaar ki kasmen
Maine har lamha
Jise chaha, jise puja
Usi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chodha
Sach keh raha hai deewana
Dil…dil na kisi se lagana
Jhuthe hai yaar ke vaade sare
Jhuthi hai pyaar ki kasmen
Maine har lamha
Jise chaha, jise puja
Usi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chodha
Sundar…sundar vo haseena badi
Sundar sundar
Main toh khone laga
Uske nashe mein
Bin piye behka
Aaa sundar sundar
Vo haseena badi
Sundar sundar
Main to khone laga
Uske nashe mein
Bin piye behka
Ek din usse bhula dunga main
Uske nishaan mita dunga main
Chahunga na main us pathar ko
Jaa use bata de
Hooooo…..
Sach keh raha hai deewana
Dil…dil na kisi se lagana
Jhuthe hai yaar ke vaade sare
Jhuthi hai pyaar ki kasmen
Maine har lamha
Jise chaha, jise puja
Usi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chodha
Mausam…mausam
Tha suhana bada
Mausam…mausam
Maine dekha use
Hua main paagal
Bas pal bhar mein
Aa…mausam mausam
Tha suhana bada
Mausam mausam
Maine dekha usse
Hua main pagal
Bas pal bhar mein
Aake basi hai vo
Mere mann mein
Uski kami hai ab jeevan mein
Vo dur hai meri nazron se
Kyun use main chaahun
Sach keh raha hai deewana
Dil…dil na kisi se lagana
Jhuthe hai yaar ke vaade sare
Jhuthi hai pyaar ki kasmen
Maine har lamha
Jise chaha jise puja
Usi ne yaaron mera dil