O phool main bhejoon
Haan phool main bhejoon
Dil yeh karta hai
Par tera pata maaloom nahin
Maaloom nahin
Haan maaloom nahin
Phool main bhejoon
Haan phool main bhejoon
Dil yeh karta hai
Par tera pata maaloom nahin
Maaloom nahin
Haan maaloom nahin
Chori chori nazar mila ke
Haaye o tera sharmana
Chori chori nazar mila ke
Haaye o tera sharmana
Aanchal ko daba ke daanton mein
Nayi ada se muskana
Choom lun tujhko
Haan choom lun tujhko
Dil yeh karta hai
Par tera pata maaloom nahin
Maaloom nahin
Haan maaloom nahin
Tere sheher se meri gali se
Baade sama to guzarti hai
Tere sheher se meri gali se
Baade sama to guzarti hai
Daaman pe hawa ki likh dena
Jo tere dil pe guzarti hai
Udd ke aaun haan udd ke aaun
Dil ye karta hai
Par tera pata maaloom nahin
Maaloom nahin haan maaloom nahin
Range heena mein teri surat
Aayi nazar mehboob
Rab ke likhe ko sach kar daala
Pyaar mein tere khoob
Haai rabba bichhada yaar mila de
Yaar bina mein mar jaana
Hoo rabba bichhada yaar mila de
Yaar bina mein mar jaana
Shamma ke sang jal jaane ko
Tadap raha hai parwana
Qurbaan ho jaaun
Haan qurbaan ho jaaun
Dil yeh karta hai
Par tera pata maaloom nahin
Maaloom nahin
Haan maaloom nahin
Phool main bhejoon
Haan khat main likhun
Dil ye karta hai
Par tera pata maaloom nahin
Maaloom nahin
O maaloom nahin
Maaloom nahin
O maaloom nahin
La la lalalala
Lalala la aaaa
Aa aa aaaaaaa