Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Saiya ke sath madaiya mein
Madaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Tut gayi chudi kalaiya mein
Kalaiya mein
Tut gayi chudi kalaiya mein
Kalaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Eeh..Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
.................
Mushkil se moka mere hath aaye
Haa mushkil se moka mere hath aaye
Kar ke bahana kahi dur jaye
Bedardi kab se pada mere pichhe
Baiya pakad ke jabardasti kiche
Lapak jhapak ki ladaiya mein
Ladaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Haan..Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Najuk badi hai jawani ki dori
Najuk badi hai jawani ki dori
Mane na kehna kare jora jori
Nas nas masti chade hole hole
Mosam suhana jiya mora dole
Jab jugnu chamke talaiya mein
Talaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Tut gayi chudi kalaiya mein
Kalaiya mein
Tut gayi chudi kalaiya mein
Kalaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Eehh.. Saiya ke sath madhaiya mein
Madhaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein
Bada maja aaye ladaiya mein
Bada maja aaye rajaiya mein.