menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Dil Hai Ki Manta Nahin

Kumar Sanu Ji, Anuradha Paudwal Jihuatong
harborthzayahuatong
Letras
Grabaciones
Movie- Dil Hai Ki Manta Nahin

Singers - Kumar Sanu [part 1] &

Anuradha Paudwal [part 2]

Dil hai ki maanta nahin

Dil hai ki maanta nahin

Mushkil badi hai

rasmein mohabbat

Yeh jaanta hi nahin

O O O dil hai

ki maanta nahin

Dil hai ki maanta nahin

Yeh beqaraari kyon ho rahi hai

Yeh jaanta hi nahin

Ho ho ho dil hai ki maanta nahin

Dil hai ke maanta nahin

Teri wafayein teri mohabbat

Sab kuch hai mere liye

Tune diya hai

nazrana dil ka

Hum to hain tere liye

Yeh baat sach hai

sab jaante hai

Tumko bhi hai yeh yakeen

Dil hai ki maanta nahin

Dil hai ki maanta nahin

Dil to yeh chahe har pal tumhe hum

Bas yunhi dekha karein

Marke bhi hum na

tumse juda ho

Aao kuch aisa karein

Mujh mein sama ja

aa paas aa ja

Humdum mere humnashin

Dil hai ki maanta nahin

Dil hai ki maanta nahin

Yeh beqaraari kyon ho rahi hai

Yeh jaanta hi nahin

Ho ho ho dil hai ki maanta nahin

Dil hai ke maanta nahin

Dil Hai Ki Manta Nahin de Kumar Sanu Ji, Anuradha Paudwal Ji - Letras y Covers