menu-iconlogo
logo

Aa Bhi Jaa

logo
Letras
Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa

Mere, mere dil ke

pagalpan ki oh seema kya hai

Yun to tu hai meri,

chhaaya tujh mein, ho, tera kya hai

Main hoon gagan tu hai

zameen, adhoori si mere bina

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa

Dekhoon chaahe jisko,

kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai

Jaanoon, jaanoon na main,

tera mera rishta kyoon hai

Kaise kahoon kitna bechain

hai dil mera tere bina

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa