menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Har Kisiko Nahin Milta Yahan Pyar(Short Ver.)

Manhar Udhas/Sadhana Sargamhuatong
saraelfellahhuatong
Letras
Grabaciones
har kisi ko nahin milta

yahan pyaar zindagi mein

pyaar zindagi mein

har kisi ko nahin milta

yahan pyaar zindagi mein

khush naseeb hai wo jin ko hai mili

ye bahaar zindagi mein

har kisi ko nahin milta

yahaan pyar zindagi mein

honton se hont mile na bhale

chaahe mile na bahein bahon se

honton se hont mile na bhale

chaahe mile na bahein bahon se

do dil zinda rah sakate hain

chaahat ki bhari nigahon se

har kisi ko nahin milata

yahaan pyaar zindagi mein

har kisi ko nahin milata

yahaan pyaar zindagi mein

pyar zindagi miein

Más De Manhar Udhas/Sadhana Sargam

Ver todologo

Te Podría Gustar