menu-iconlogo
logo

Pyaar hua iqaraar hua hai with female voice

logo
Letras
++Subrata Shome++

M - Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

F - Kehata hai dil, rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

Kehata hai dil, rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

M - Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

F - Kehata hai dil, rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

M - Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

++Subrata Shome++

M - Kaho ki apani Preet ka

Geet na badalega kabhi

F - Tum bhi kaho is raah ka

Meet naa badalega kabhi

Pyaar jo tuta

pyaar Jo chuta chand naa

B - Chamakega kabhi

Aahaa haa aahaa haa aa

M - Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

F - Kehata hai dil rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

M - Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

++Subrata Shome++

F - Raate daso dishaao se

Kahegi apani kahaiyaan

M - Prit hamaare pyaar ke

Doharaaegi jawaniya

F - Mai na rahugi tum na rahoge

Phir bhi rahegi nishaaniyaan

M - Aahaa haa aahaa haa aa

++Subrata Shome++

B - Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

Kehata hai dil rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

Kehata hai dil rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

M - Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil.

Pyaar hua iqaraar hua hai with female voice de Manna De/lata Mangeskar - Letras y Covers