Kisi ki aankhon ka, kaajal ban jaata hai
Kisi ki zulfon ka,, baadal ban jaata hai
Kisi ke tiro ka ,,ghaayal ban jaata hai
Jo pyaar karta hai,
paagal ban jaata hai
Paagal ban jaata hai
Jo pyaar karta hai
(Jo pyaar karta hai)
Paagal ban jaata hai
(Paagal ban jaata hai)
Paagal ban jaata hai
(Paagal ban jaata hai)
Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai
Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai
Kisi ke Tiiron ka ghaayal ban jaata hai
Jo pyaar karta hai,
paagal ban jaata hai
Paagal ban jaata hai
Jo pyaar karta hai
(Jo pyaar karta hai)
Paagal ban jaata hai
(Paagal ban jaata hai)
Paagal ban jaata hai
(Paagal ban jaata hai)
Pyaar mein jeena, pyaar mein marna
Aaj hi kar... lo ,jo hai karna
Der bahut ho... jaayegi barna
Aaj ka din jo, guzar gaya to
kal ban jaata hai
Aaj ka din jo, guzar gaya to
kal ban jaata hai
Jo pyaar karta hai
(Jo pyaar karta hai)
Paagal ban jaata hai
(Paagal ban jaata hai)
Paagal ban jaata hai
(Paagal ban jaata hai)
Yaadein umange, armaan sapne
Sab ke yahan ghar ,apne apne
Yeh sach hai, yeh maana sab ne
Sayhaar yeh dil ka
ujde to ,jungle ban jaata hai
Sayhaar yeh dil ka
ujde to, jaugle ban jaata hai
Jo pyaar karta hai
(Jo pyaar karta hai)
Paagal ban jaata hai
(Paagal ban jaata hai)
Paagal ban jaata hai
(Paagal ban jaata hai)
Mmm, mm mmmmmmummm
Dil deta hai, jaan leta hai
Amrit mein bish,, bhaar deta hai
Jeena mushkil kar deta hai
Pyaar kabhi har ek mushkil ka
hal ban jaata hai
pyaar kabhi har ek mushkil ka
hal ban jaata hai
Jo pyaar karta hai
(Jo pyaar karta hai)
Paagal ban jaata hai
(Paagal ban jaata hai)
Paagal ban jaata hai
(Paagal ban jaata hai)
Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai
Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai
Kisi ke Tiiro ka ghaayal ban jaata hai
(Jo pyaar karta hai,
paagal ban jaata hai
Paagal ban jaata hai)2