
Pardesiyon se na ankhiyan milana
Pardesiyon se na
Ankhiyan milana
Pardesiyon se na
Ankhiyan milana
Pardesiyon ko hai
Ek din jana
Pardesiyon se na
Ankhiyan milana
o o. o o o o .
Aati ha jab ye
Rut mastani
Aati ha jab ye
Rut mastani
Banti hai koi na
Koi kahani
Banti hai koi na
Koi ahani
Abke baras dekhe
Bane kya fasana
Pardesiyo se na
Ankhiya milana
Pardesiyo se na
Ankhiya milana
Oooooooo
Humne yahi ik
Baar kiya tha
Humne yahi ik
Baar kiya tha
Ik pardesi se
Pyar kiya tha
Ik pardesi se
Pyar kiya tha
Ro ro ke kehta hai
Dil yeh deewana
Pardesiyon se na
Ankhiyan milana
Pardesiyon se na
Ankhiyan milana
O o o o o o
Baagon mein jab jab
Phool khilenge
Baagon mein jab jab
Phool khilenge
Tab tab ye
Harjaai milenge
Tab tab ye
Harjaai milenge
Gujarega kaise
Patjhad ka zamana
Pardesiyon se na
Ankhiyan milana
Pardesiyon se na
Ankhiyan milana
Ye babul ka
Desh chhudaye
ye babul ka
Des chhudaye
Des se ye Pardes bulaye
Des se ye pardes bulaye
Haye sune na ye
Koi bahana
Pardesiyo se na
Ankhiya milana
Pardesiyo se na
Ankhiya milana
O o o o o o o o
Sach hi kaha hai
Panchhi inko
Sach hi kaha hai
Panchi inko
Raat ko thehre to
Ud jaye din ko
Raat ko thehre to
Ud jaye din ko
Aaj yahan kal
Wahan hai thikana
Pardesiyon se na
Ankhiyan milana
Pardesiyon se na
Ankhiyan milana
Pardesiyon ko hain
Ek din jana
Pardesiyon se na
Ankhiyan milana
Pardesiyon se na ankhiyan milana de md. rafi - Letras y Covers