menu-iconlogo
logo

Kismat Ki Jeb Mein

logo
Letras
Kismat kee jeb mein...

Ho, kismat kee jeb mein angutha naseeb ka

Padh-padh ke fail hota hai launda garib ka

Kismat kee jeb mein angutha naseeb ka

Padh-padh ke fail hota hai launda garib ka

Makkhan khaane se mere daant hile jaathe hain

Makkhan khaane se mere daant hile jaathe hain

Makhmal pe chale to ye paanv chhile jaathe hain

Aamadani hai sifar, makhmal kahaan se laaen?

Aao sadak par baithen, thandi haea hee khaaen

Zindagi tera-mera...

Zindagi tera-mera rishta garib ka

Padh-padh ke fail hota hai launda garib ka

(Kismat kee jeb mein angutha naseeb ka)

(Padh-padh ke fail hota hai launda garib ka)

Ho-ho, ho-ho, ho-ho, ho-ho

Saaree duniyaa ke baap ghar ko chalaate hain

Saaree duniyaa ke baap ghar ko chalaate hain

Taqadir waalon ke bachche unhen khilaate hain

Jab beti hai kamao, beti meri beti

Jab beti hai kamao, haath-paanv kyun chalaaun?

Fokat ka maal milee to pasinaa kyun bahaaun?

Kudarat ka hai ye...

Kudarat ka hai ye karishma ajeeb sa

Padh-padh ke fail hota hai launda garib ka

Kismat kee jeb mein angutha naseeb ka

Padh-padh ke fail hota hai launda garib ka

(Kismat kee jeb mein angutha naseeb ka)

(Padh-padh ke fail hota hai launda garib ka)

Too phir kyun paisa karcha karke vo log ko padhaane ka?

Nahin padhaane ka, vo log kee kamai khaane ka mufat mein baith ke

Kismat Ki Jeb Mein de Mehmood - Letras y Covers