Darde dil jeene ka
Marne ka maza dega
Darde dil jeene ka
Marne ka maza dega
Aag sine mein ye laga dega
Chhu ke dekh zara ujhko
Dekhen hota hai kya
Darde dil jeene ka
Marne ka maza dega
Aag sine mein ye laga dega
Chhu ke dekh zara mujhko
Dekhen hota hai kya
Darde dil jeene ka
Marne ka
maza dega
Main teri aankhon mein samaungi
Tu meri aankhon mein samayega
Main teri aankhon mein samaungi
Tu meri aankhon mein samayega
Main tujhe raat bhar jagaungi
Tu mujhe raat bhar jagayega
Pyar mujhe pagal
Tujhe diwana bana dega
Darde dil jeene ka
Marne ka maza dega
Aag sine mein ye laga dega
Pyar kya hai
Ye ek wada hai
Pyar kya hai
Ye ek wada hai
Hum ye wada kabhi na todenge
Ek duje ka hath pakda hai
Sath mar ke bhi hum na chodenge
Wo bada harjayi hoga jo dagha dega
Darde dil jeene ka
Marne ka maza dega
Aag sine mein ye laga dega
Mere dil mein kasak si uthti hai
Dil mein chubte hain chahat ke kante
Mere dil mein kasak si uthti hai
Dil mein chubte hai chahat ke kante
Chal mere sath gham na kar pyare
Pyar chun lega raah ke kante
Sej armanon ke phoolon ki saja dega
Darde dil jeene ka
Marne ka maza dega
Aag sine mein ye laga dega
Aag sine mein ye laga dega
Aag sine mein ye laga dega (2)