Tune bechain itna zyada kiya
Tune bechain itna zyada kiya
Main tera ho gaya maine wada kiya
Dil ne majboor itna zyada kiya
Dil ne majboor itna zyada kiya
Main teri ho gayi maine wada kiya
Tune bechain itna zyada kiya
Dil ne majboor itna zyada kiya
Lag raha hai mujhe tere sar ki kasam
Lag raha hai mujhe tere sar ki kasam
Apni pehli mohabbat nahi ye sanam
Han mile aur bichade kayi baar hum
Phir se milne ka humne irada kiya
Main teri ho gayi maine wada kiya
Tune bechain itna zyada kiya
Main tera ho gaya maine wada kiya
Raat dhalti nahiiiiiiiiiiiiiii eee eee e
Raat dhalti nahi din guzrata nahi
Mera dil kab tujhe yaad karta nahi
Aahen bharne se jee mera bharta nahiiiii
Faisila maine ye sidha sadha kiya
Main tera ho gaya maine wada kiya
Dil ne majboor itna zyada kiya
main teri ho gayi maine wada kiya
Kanch ki tune chudi balam tod di
Kanch ki tune chudi balam tod di
Laj ki sharm ki har kasam tod di
Laj ki sharm ki har kasam tod di
Neend to loot li jaan kyun chhod di
kaam teri nigahon ne adha kiya
Main tera ho gaya maine wada kiya
Tune bechain itna zyada kiya
Main tera ho gaya maine wada kiya
Dil ne majboor itna zyada kiya
Main teri ho gayi maine wada kiya
Main tera!.. ho gaya maine wada kiya
Main teri!.. ho gayi maine wada kiya