Tera gham agar na hota
Tera gham agar na hota
To sharab main na peeta
Tera gham agar na hota
To sharab main na peeta
Ye sitam agar na hota
Ye sitam agar na hota
To sharab main na peeta
Tera gham agar na hota
To sharab main na peeta
Harjayi main nahi hoon
Na wo hai bewafa
Harjayi main nahi hoon
Na wo hai bewafa
Bas waqt ne kiya hai
Mujhse zara dagha
Chaha tha maine usko
Ye hai meri khata
Ye karam agar na hato
Ye karam agar na hota
To sharab main peeta
Tera gham agar na hota
To sharab main na peeta
Sare jahan se mera itna sawal hai
Sare jahan se mera itna sawal hai
Chahat ka kyun hamesha aisa hi haal hai
Kabhi yaad wo karegi mera khayal hai
Ye bharam agar na hota
Ye bharam agar na hota
To sharaab main na peeta
Tera gham agar na hota
To sharab main na peeta
Ye sitam agar na hota
To sharab main na peeta
Tera gham agar na hota
To sharab main na peeta
To sharab main na peeta
To sharab main na peeta