menu-iconlogo
logo

Hum Bewafa Hargiz Na They

logo
Letras
Hum bewafa hargiz na they

Par hum wafa kar na sake

Humko mili uski sazaa

Hum jo khata kar na sake

Hum bewafa hargiz na they

Par hum wafa kar na sake

Humko mili uski sazaa

Hum jo khata kar na sake

Kitni akeli thi woh raahe hum jinpe

Ab takk akele chalte rahein

Tujhse bichadke bhi o bekhabar

Tere hi gham mein jalte rahein

Tune kiya jo shikva

Hum woh gila kar na sake

Hum bewafa hargiz na they

Par hum wafa kar na sake

Tumne jo dekha suna, sach tha magar

Kitna tha sach yeh, kisko pataa

Jaane tumhe maine koi dhokha diya

Jaane tumhe koi dhokha hua

Is pyar mein sach jhooth ka

Tum faisla kar na sake

Hum bewafa hargiz na they

Par hum wafa kar na sake....Hum Bewafa