Teri galiyon mein na
rakhenge kadam, aaj ke baad
Teri galiyon mein na
rakhenge kadam, aaj ke baad
Tere milne ko na aayenge
sanam, aaj ke baad
Teri galiyon mein
Tu mera milna
Tu mera milna samajh lena ek sapna tha
Tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha
Tu mera milna samajh lena ek sapna tha
Tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha
Humko duniya mein samjhana
na sanam, aaj ke baad
Teri galiyon mein na
rakhenge kadam, aaj ke baad
Teri galiyon mein
Ghir ke aayengi
Ghir ke aayengi ghataayein
phir se savan ki
Tum to baahon mein rahogi apne saajan ki
Ghir ke aayengi ghataayen
phir se savan ki
Tum to baahon mein rahogi apne saajan ki
Gale hum gham ko lagayenge
sanam, aaj ke baad
Teri galiyon mein na
rakhenge kadam, aaj ke baad
Teri galiyon mein