Meri tamannao ki taqdeer tum sanwar do
Pyasi hai zindagi
Aur mujhe pyar do
Aur mujhe pyar do
Meri tamannao ki taqdeer tum sanwar do
Pyasi hai zindagi
Aur mujhe pyar do
Aur mujhe pyar do
Saara gagan mandap hai
Saara jag baraati
Saara jag baraati
Saara gagan mandap hai
Saara jag baraati
Man ke.. phere sacche,
Sacche hain hum saathi
Laaj ka yeh ghunghat
Pat, aaj to utaar do
Pyasi hai zindagi...
Aur mujhe pyar do
Aur mujhe pyar do
Dharti karvat badle,
Badle har mausam
Badle har mausam
Dharti karvat badle,
Badle har mausam
Preet ke pujari hain badlenge nahin hum
Patjhad sa jeevan hai,
Pyar ki bahaar do
Pyasi hai zindagi...
Aur mujhey pyar do
Aur mujhey pyar do
Meri tamannao ki taqdeer tum sawar do
Pyasi hai zindagi
Aur mujhe pyar do
Aur mujhe pyar do