Kismat mein meri chain se jeena likhde
Doobe na kabhi mera safeena likh de
Jannat bhi ganwara hai, magar mere liye
Aye kaatib-e-taqdeer
madina likhde
madina likhde
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke dil bhi sanwar jayenge
Haami-e-bekasaan kya kahega jahan
Haami-e-bekasaan kya kahega jahan
Aapke darr se khaali agar jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Hooo….
Koi apna nahi gham ke maaray hain hum
Aapke darr pe fariyaad laaye hain hum
Ho nigah-e-karam, warna chokhat pe hum
Ho nigah-e-karam, warna chokhat pe hum
Aapka naam le le ke mar jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke dil bhi sanwar jayenge
Haami-e-bekasaan kya kahega jahan
Haami-e-bekasaan kya kahega jahan
Aapke darr se khaali agar jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Ho..
Apke dar se na koi khaali gaya
Apne daaman ko le kar ke sawaali gaya
Ho habeeb-e-hazin, par bhi aaqa nazar
Ho habeeb-e-hazin, par bhi aaqa nazar
Warna auraq-e-hasti bikhar jayega
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke dil bhi sanwar jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Kya tumse kahoon aye Arab ke kunwar
Tum jaanat ho mann ki battiyaan
Daar furqat toh aye ummi-laqab
Kaate na katath hai ab rattiyaan
Turi preet mein sudbud sab bisri
Kab tak rahegi ye beqabri
Daah-e-ka pigan duzdi da nazar
Kabhi sun bhi toh lo humri batiyaan
Aapke darr se koi na khaali gaya
Aapke darr se koi na khaali gaya
Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya
Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya
Ho habeeb-e-hazin, ho habeeb-e-hazin par bhi aaqa nazar
Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram