menu-iconlogo
logo

Aashiq Banaya Aapne

logo
Letras
Mere bin sooni hain dil ki raahein

Mere bin pyaasi sabki nigahein...oooo

Mere bin sooni hain dil ki raahein

Mere bin pyaasi sabki nigahein

Jo mile bole bhar ke woh aahein Sun ye…

Aashiq banaya…

Aashiq banaya…

Aashiq banaya aapne..

Aashiq banaya…

Aashiq banaya…

Aashiq banaya aapne..ooo

Seene mein ghul ke

Ishq dhadke toh mazaa hai

Hothon se padh le

Woh jo hothon pe likha hai

Meri nigahon mein tera chehra rawaan hai

Gehre hain armaan

Jaanejaan pagal samaa hai

Aashiqui mein haaye kaisi

Waadiyan hain khili

Jaan jaan keh ke tune

Jaan meri le li

Mere liye sabka dil hai awaara

Mere bin hona nahi hai guzara

Mere sang jhoom le aake yaara Sun ye…

Aashiq banaya…

Aashiq banaya…

Aashiq banaya aapne!

Deewane ruk ja tera humse saamna hai

Aankhon se chhu le

Chhuna haathon se mana hai

Bechainiyon ka faasalon ka silsila hai

Dard e jigar ka ye sabab humko mila hai

Khwabon mein jo aaye jaaye

Yaar hum wohi hai

Hum kisi ko aasaani se

Milte hi nahin hain

Mere bin shamein hain benazara

Mere bin beziya har sitara

Mere bin ishq hai besahara Sun ye…

Aashiq banaya…

Aashiq banaya…

Aashiq banaya aapne...