Kya hua kya pata
Mai door yu tujhse hua
Yado me mai kho chuka
Dhundle hai saare kyun raaste
Saya bhi na mera ab saath de
Raaton ke ye taare sab jaante
Mujhe sambhaalte
Meri ye ankhe
Dhoonde vo raahein
Jo jaaye vahan jahan tum ho aur
Tumse mila ke us pal ko thama de
Dheeme dheeme badhte chale faasley
Tode se bhi toote na ye raabte
Hai kaisa ye samaa
Pukare
Mujhe ye awaze
Bulaye
Mujhe yahi yade
Mujhe vahi vade
Tumne jo nibhaye nahi
Kisse
Karu ab ye baate
Mujhko bulake
Khud tum aaye nahi
Pukare
Mujhe yahi yade
Mujhe vahi vade
Tumne jo nibhaye nahi
Kaise
Kaatun ab ye rate
Mujhko bulake
Tum aaye nahi
Kaise bolun mai
Ab hum akele hain
Raaton mei mile
Khaali andhere ye
Tare bhi ye saare lage lapata
Soona soona lage poora aasma
Bhala iska kaise karun saamna
Bata yahan kaise hoga chandana
Ab teri na hai
Meri ye saansein
Jo chalti kabhi thi
Bas tere hi naa se
Ab rukti nahi ye
Man kitna bhi chaahe
Kya galti hui ye
Sab pooche fizaye
Bulaye
Mujhe vahi yade
Mujhe vahi vade
Tumne jo nibhaye nahi
Kisse
Karu ab ye baate
Mujhko bulake
Khud tum aaye nahi
Pukare
Mujhe yahi yade
Mujhe vahi vade
Tumne jo nibhaye nahi
Kaise
Kaatun ab ye rate
Mujhko bulake
Tum aaye nahi