Zaraa der mein ye kya ho gaya
Nazar milte hee kahaan kho gaya
Zaraa der mein ye kya ho gaya
Nazar milte hee kahaan kho gaya
Had se bhee aage ye guzar hee gaya
Khud bhee pareshaan hua aur mujko bhee ye kar gaya
Main rahon yaa naa rahon
Tum mujhamen kaheen baakee rahana
Muje neend aaye jo aakhri
Tum khaabon mein aathe hee rahana
Hawaaon mein lipati hui main
Guzar jaaongi tumko chhu ke
Agar man ho to roak lenaa
Thahar jaaongi in labon pe
Bheed mein logo kee vo hai vahaan
Aur pyaar ke meley mein akela kithna hoon main yahaan
Dil kyun ye mera shor kare
Dil kyun ye mera shor kare
Idhar nahin udhar nahin
Teri ore chale teri ore chale
Bas itnaa hai tumse kahana
Bas itnaa hai tumse kahana
Bas itnaa hai tumse kahana
Bas itnaa hai tumse kahana
Main rahon yaa naa rahon
Tum mujhamen kaheen baakee rahana