O re chore dekh mujhe
Kahan hai teri aankhein re
O re chore kya hai re
Kon hai tere khayalon mein
Teri baatein hai suhaani
Par sataati yeh shaitaani
Mere dil ko samajh lena yaar
Chodo ab yeh manmaani
Binti karti yeh deewani
Naino se milao na naina
Haan, o meri jaan, maan ja
Nazrein na tu chura
O re chore tu dhoonde jise
Yahan khadi na jaane woh kabse
O re chore paas aa re
Saari deeware gira na re
Teri baatein hai suhaani
Par sataati yeh shaitaani
Mere dil mein toh bas tu hi hai na
Chodo ab yeh manmaani
Binti karti yeh deewani
Naino se milao na naina
O meri jaan, maan ja
Nazrein na tu chura
O meri jaan, maan ja
Nazrein na tu chura
(O meri jaan) O re chore dekh mujhe
(Maan ja) Kahan hai teri aankhein re
(O meri jaan) O re chore kya hai re
(Maan ja) Kon hai tere khayalon mein
(O meri jaan) Meri jaan, maan ja
Nazrein na tu chura