Husn ki tere yaara
Duniya yeh deewani hai
Jo hua mujhe tujhse
Ishq woh ruhaani hai
Ho husn ki tere yaara
Duniya yeh deewani hai
Jo hua mujhe tujhse
Ishq woh ruhaani hai
Adab se salaam kiya
Maine haath utha karke
Palke jhuka karke
Tu jawaab de kabhi
O meri zohrajabeen
O meri zohra jabeen
Maine koi tujhsa haseen
Kabhi dekha hi nahi
O meri zohra jabeen
O meri zohrajabeen
Maine koi tujhsa haseen
Kabhi dekha hi nahi
Zohra zohra zohra
Mujhko kheenche tera aura
Jaana kaisa sa dala dora
Tu zohra zohra jaan
Teri aankhon ne bola irshad
Toh main bhi hua phir start
In baalkon ka ustaad
Par tere aage karun fariyaad
Sunn zohra jabeen na tujhsa haseen
Tere liye likhun shayari
Tu jaadugari tu hoor pari
Bas mere liye bani
Dekhi jo teri adayein
Tujhpe kurbaan hua main
Zara behke mere armaan
Zara beimaan hua main
Tere honthon ka tabassum
Mujhe deewana banaye
Tere rukhsaar ki rangat
Toh mere hosh udaye
Aati jaati saanson mein
Teri hi rawaani hai
Teri hi badaulat ab
Meri zindagaani hai
Tere raaste mein yeh
Dil bichha ke rakha hai
Tu ishara toh de doon jaan
O meri zohrajabeen
O meri zohra jabeen
Jahan se guzre hai tu
Kare salaam sabhi
O meri zohra jabeen
O meri zohrajabeen
Maine koi tujhsa haseen
Kabhi dekha hi nahi