menu-iconlogo
huatong
huatong
qaabsmoke-harami-cover-image

Harami

Qaab/Smokehuatong
Subido por sam31907
Kamai nahi haraam ki

Par ladke sab harami

Ghar pe raha pada nahi

Sar pe chadhi hawa nhi

Hosh kaha pata nahi

Par ladka nahi sharabi

Jaegi tu mujhe bhool

Bani aesi koi dawa nahi

Khauf aankho me nhi zara bhi

Baje raat ke sawa teen

Yaaro ko nhi daga di

Khoon me nhi gaddari

Chala ja tu jaha bhi

Baat hori hai hamaari

Tali jo bhi Bala thi

Dilli shehr chawwalis

Chipki rahe mujhe se

Jab tak ho na jaun

Picha chod mera

Mujhe karne de kaam

Tera pati

Jaanta hai mera naam

Chale

Sare aam

2 saal or rap money se fund karunga PhD

Gang push kare ek duje ko aage, ymcmb

Karo na pareshaan, album mode pe main, dnd

Clout chaser show ke baad chahte meet and greet

Par aaj bhi ladka hu gali ka

Thoda badla hai salikha

Or bolne ka tarika

Tabhi bhasad kisi se rakhi na

Kitno ke liye kamina

Kitno ke liye farishta

Kitno ke liye aam hu

Kitno ke liye badi baat

Kyoki

Kamai nahi haraam ki

Par ladke sab harami

Ghar pe raha pada nahi

Sar pe chadhi hawa nhi

Hosh kaha pata nahi

Par ladka nahi sharabi

Jaegi tu mujhe bhool

Bani aesi koi dawa nahi

Khauf aankho me nhi zara bhi

Baje raat ke sawa teen

Yaaro ko nhi daga di

Khoon me nhi gaddari

Chala ja tu jaha bhi

Baat hori hai hamaari

Tali jo bhi Bala thi

Dilli sheher chawwalis

Te Podría Gustar

Ver máslogo

Listas de reproducción relacionadas

Ver máslogo