Tu hi to jannat meri
Tu hi mera junoon
Tu hi to mannat meri
Tu hi rooh ka sukun
Tu hi ankhiyon ki thandak
Tu hi dil ki hai dastak
Aur kuch na janu mein Bas itna hi jaanu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajde sar jhukta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Kaisi hai yeh doori Kaisi majboori
Maine nazaron se tujhe choo liya
Ooo..Kabhi teri khusboo Kabhi Teri
baatein Bin maange yeh jahan pa liya
Tu hi dil ki ha rounak Tu hi janmon ki
daulat Aur kuch na janu Bas itna hi janu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajde sar jhukta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Cham cham aaye Mujhse tarsaye
Tera saaya ched ke chumta
Ooo...Tu jo muskaye Tu jo sharmaye
Jaise mera hai khuda jhumta...
Tu hi meri barkart Tu hi meri ibaadat
Aur kuch na Janu Bas itna hi janu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajde sar jhukta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu