Abhi na jaao chor kar M
ke dil abhi bhara nahin
Abhi na jaao chor kar
ke dil abhi bhara nahin
Abhi abhi to aayi ho abhi abhi to
Abhi abhi to aayi ho
bahar banke chhayi ho
Hawa zara mahak to le
nazar zara bahek to le
Ye shaam dhal to le zaraaaaaa
Ye shaam dhal to le zara
Ye dil sambhal to le zara
Main thorhi der jee too loun
Nashey ke ghount pee to loun
Nashey ke ghount pee to loun
Abhi to kuch kaha nahin
Abhi to kuchh suna nahin
Abhi na jaao chor kar
ke dil abhi bhara nahin
Sitarey jhil mila uthe... F
Sitarey jhil mila uthe
Charagh jagmaga uthe
Bas ab na mujhko tokna...
Bas ab na mujhko tokna
Na barhkey raah rokna
gar main ruk gayi abhi
to jaa na paungi kabhi
Yehi kahogey tum sada
ke dil abhi nahin bhara
Jo khatm ho kisi jaga
ye aisa silsila nahin
Abhi nahin abhi nahin M
Nahin nahin nahin nahin
Abhi na jaao chod kar
ke dil abhi bhara nahin
Adhuri aas... M
Adhuri aas Chorhke
Adhuri pyas chorke Jo roz yun hi jaaogi
to kis tarha nibhaogi Ke zindigi ki
rah mein jawan dilon ki chaha mein
Kayee maqam aayenge jo humko azmayenge
Bura na mano baat ka ye pyar hai
gila nahin
Haan� yehi kahoge tum sada F
ke dil abhi bhara nahin
Haan�an� dil abhi bhara nahin M
Nahin nahin nahin nahin F