baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza
marzi aawara dil ki aisi thi
kuch boriyat aur kuch zarurat thi
peecha jo kiya pehli sadak ka to
aa pahunche hum yahan
haque se chaurahon pe naam likha
raste mein ruk ke elaan kiya
bade naseebon ka shehar hai ye
jo iski qismaton mein hum hain likhe
aaye hain baadshaah
aaye hain baadshaah
aa yahan ke naye naye baadshaah
baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza
kisi se pucha naa nasihat lee
gussa naa aayaa ye ganeemat thi
warna jo bhi aaya koi saamne to
bhaksha hai humne kaha
jo bhi chaha farmaan padha
masti mein kaha kabhi takhliya
gustaakhiyon ko bhi maaf kiya
dil ko jo koi bhala saa laga
aaye hain baadshaah
aaye hain baadshaah
aa yahan ke naye naye baadshaah
baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza
baa adab baa mulahiza