kyun paisa paisa karti hai
kyun paise pe tu marti hai
ik baat mujhe batlaa de tu
uss rabb se kyun nahin darti hai
kya hota hai paise ka paise ki laga
doon dheriiiiiii
main baarish kar doon paise ki
jo tu ho jaaye meri
main baarish kar doon paise ki
jo tu ho jaaye meri
naa hans ke kehti bolti
paise ko pyaar se tolti
har baar tera ik roop naya
naa bhed dilon ke kholti
rabb kehta hai dil waalon se
naa kar hera pheriiiii
main baarish kar doon paise ki
jo tu ho jaaye meri
main baarish kar doon paise ki
jo tu ho jaaye meri
hai sona bangla car bhi soni
aish bahot dil karta hai
mujhe ek baat ki samjh naa aayi
dil tere pe kyun marta hai
ab jaan nikaalegi tu meri
kya niyat hai teriiiiii
main baarish kar doon paise ki
jo tu ho jaaye meri
main baarish kar doon paise ki
jo tu ho jaaye meri
paisa aave paisa jaave
ek ka ho kar tiktaa naa
ik pyaar hi sachchaa duniyaa mein
bazaaron mein jo biktaa naa
sach maan ke kehta daulat
naa teri naa meriiiiiii
main baarish kar doon paise ki
jo tu ho jaaye meri
main baarish kar doon paise ki
jo tu ho jaaye meri
main baarish kar doon paise ki
jo tu ho jaaye meri
main baarish kar doon paise ki
jo tu ho jaaye meri