Jaanaan, tumko jaana ho toh mat aana, haan
Ho, jaanaan, tumko jaana ho toh mat aana
Humko aur rulana ho toh mat aana
Jaanaan...
Oh, jaanaan, tumko jaana ho toh mat aana
Haan, humko aur rulana ho toh mat aana
Jaanaan...
Ho, jaanaan...
Aane waale ho toh ek guzarish hai
Aane waale ho toh ek guzarish hai
Jaldi wapas jaana ho toh mat aana
Haan, humko aur rulana ho toh mat aana
Jaanaan...
Aana shab-bhar rehna ho jo khwaabon mein, haan
Aana shab-bhar rehna ho jo khwaabon mein
Kachche neend jagana ho toh mat aana
Humko aur rulana ho toh mat aana
Jaanaan...
Ho, jaanaan...
Oh, jaanaan...