menu-iconlogo
logo

Wajah

logo
Letras
Khoya maine tujhko jab

Khoya maine mera rab

Maine tujhko he paaya

Tere peeche mera saaya

Khoya maine tujhko jab

Khoya maine mera rab

Maine tujhko he paaya

Tere peeche mera saaya

Sab chhod ke bas chala aaya

Sab baatien hain mulaqatien hain

Kho jaate hain joh paate thee

Sab baatien hain mulaqatien hain

Kho jaate hain joh paate thee

Tu hai bas tu hai

Mera sab kuch bas tu hai

Saasien tu hai

Baatien tu hai

Manzil ki bas raahien tu hai

Teri wajah se muskurana

Zindagi kya hai maine jaana

Tujhko pyaar nahi tha yeh bhi maana

Bas ab tu laut ke na aana

Harr saans mein tera naam hai

Tuh nahi zindagi mein maana yeh

Aakhir mila ek savera

Har jagah ek he chehra

Harr saans mein tera naam hai

Tuh nahi zindagi mein maana yeh

Aakhir mila ek savera

Har jagah ek he chehra

Aane wala samay bhi mera

Ae mere khuda

Mai ho gaya judha

Jis din main hogaya tujhpe fida

Din bhar tere liye rota hoon

Aankh mein ansu liye sota hoon

Aisa kya kiya maine allah

Sab baatien hain mulaqatien hain

Kho jaate hain joh paate thee

Sab baatien hain mulaqatien hain

Kho jaate hain joh paate thee

Tu hai bas tu hai hai

Mera sab kuch bas tu hai

Saansein tu hai

Baatein tu hai

Manzil ki bas raahein tu hai

Teri wajah se muskurana

Zindagi kya hai maine jaana

Tujhko pyaar nahi tha yeh bhi maana

Bas ab tu laut ke na aana

Wajah de Saaz Semwal/Kartavya/IgnitedPandits - Letras y Covers