Teri baahon mein hai dono jahan mere
Teri baahon mein hai dono jahan mere
Main kuch bhi to nahin dilbar siva tere
Tujhe paake zamaane ki khushi
Paayi hai, paayi hai
Meri nas nas mein tu banke lahoon
Samaayi hai, samaayi hai
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai
Teri aankhon mein chaahat hi nazar
Aayi hai, aayi hai
Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai, khaayi hai